23 Mei, 2009




"Mission Kashmir"
Lovely Songs and Scenes




Chupke Se Sun


--FEMALE--

(Chupke se sun iss pal ki dhun

Iss pal mein jeevan saara

Sapnon ki hai duniya yahi

Meri aankhon se dekho zara) - 2

Ujli zameen, neela gagan

Paani pe behtaa shikaara


--MALE--

Sapnon ki hai duniya yahi

Teri aankhon se maine dekha


--FEMALE--

Chupke se sun iss pal ki dhun

Ashaa ke parr lage, panchhi banke main oodi

Jinki thi aarzoo, un raahon se main joodi

Kuch paagayi, kuch khogaya,
jaane mujhe kya hogaya

Jaagi jaagi, soyi soyi, rehti hoon khoyi khoyi

Meri beqaraari koi jaane naa,
jaane naa
Ruth hai deewani badi,
chhede mujhe ghadi ghadi

Aise mein anari dil maane naa, maane naa


--MALE--

Sapnon ki hai duniya yahi

Teri aankhon se maine dekha


--FEMALE--

Chupke se sun iss pal ki dhun


--MALE--

Mausam ka hogaya jaane kaisa yeh asar

Chehre se ab tere hadti nahin meri nazar

Koi kahin naa paas hai,
bas pyaar ka ehsaas hai

Khushboo ka jhonka aaye,
hamein mahekake jaaye

Humko na kuch bhi khabar hai,
khabar hai
Door shehnaayi baji,
yaadon ki dulhan saji

Seene pe tumhaare mera sar hai, sar hai

--FEMALE--

Sapnon ki hai duniya yahi

Meri aankhon se dekho zara

Chupke se sun iss pal ki dhun

Iss pal mein jeevan saara


--MALE--

Sapnon ki hai duniya yahi

Teri aankhon se maine dekha


--FEMALE--
Chupke se sun iss pal ki dhun

--MALE--

Teri aankhon se maine dekha


--FEMALE--

Chupke se sun


--MALE--

Teri aankhon se maine dekha


--FEMALE--

Chupke se sun iss pal ki dhun




Udit Narayan & Alka Yagnik


http://www.youtube.com/watch?v=wXDUsHPcfaU








Socho Ke Jheelon Ka




--MALE--
Dekho, dekho

--FEMALE--
Kya main dekhoon

--MALE--
Socho, socho

--FEMALE--
Sochoon main kya

--MALE--
Ho oh oh oh oh, ho oh oh oh oh
Socho ke jheelon ka shaher ho
(Lehron pe apna ek ghar ho
Socho ke jheelon ka shaher ho)
Hum jo dekhe sapne pyaare
Sach ho saare, bas aur kya

Socho ke jheelon ka shaher ho
Lehron pe apna ek ghar ho
Hum jo dekhe sapne pyaare
Sach ho saare, bas aur kya

--BOTH--
Ho, ho ho ho ho, ho ho ho ho ho

--FEMALE--
Farsh ho pyaar ka khushbuon ki deewarein
Hum jahan baith ke chain se din guzaare
Haan, farsh ho pyaar ka khushbuon ki deewarein
Hum jahan beth ke chain se din guzaare

--MALE--
Palkein uthe palkein jhuke
Dekhe tujhe bas yeh nazar

--FEMALE--
Socho ke jheelon ka shaher ho
Lehron pe apna ek ghar ho

--CHORUS--
Bumbro bumbro, shyaam rang bumbro - 2
Aaye ho kis bagiyaa se, oh oh tum

--MALE--
Barf hi barf ho, sardiyon ka ho mausam
Aag ke samne haath sekte ho hum
Barf hi barf ho, sardiyon ka ho mausam
Aag ke samne haath sekte ho hum

--FEMALE--
Baithi rahoon aaghosh mein
Rakh ke tere khaande pe sar

--MALE--
Socho ke jheelon ka shaher ho
Lehron pe apna ek ghar ho

--BOTH--
Hum jo dekhe sapne pyaare
Sach ho saare, bas aur kya



Udit Narayan - Alka Yagnik


Lyrics Source:
Bollywood Lyrics


http://www.youtube.com/watch?v=zg91GnlaG5g&feature=related

Tidak ada komentar: